Raam Prabhu Aadhaar Jagat Ke Lyrics - Bhimsen Joshi

1972

Lyrics

raam prabhu aadhaar jagat ke - 2
raam jivan aadhaar
raam ek aadarsh hamaare
vandan karun hazaar ho
vandan karun hazaar
shri raam shri raam
do akshar ki amogh shakti - 2
mahaamantra hai mangal naam - 2
shri raam shri raam
shri raam jai raam jai jai raam
raam prabhu aadhar
ajaanubaahu vir dhanurdhar shaamal kaanti sharir sundar -2
sur nar paalak asura sanhaarak
bhakt janon ke hain vishraam
shri raam
raam prabhu aadhar