Qudrat ke song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 29 Apr 2009.
Qudrat ke asulo mein
Badal kyun nahi hota
Qudrat ke asulo mein
Badal kyun nahi hota
Jo aaj huaa hain wohi
Kal kyun nahi hota
Qudrat ke asulo mein


Har jheel mein paani hain
Har ek jheel mein nehare
Har jheel mein paani hain
Har ek jheel mein lehare
Har ek jheel mein lehare
Phir sab ke muqaddar mein
Kamal kyun nahi hota
Phir sab ke muqaddar mein
Kamal kyun nahi hota
Jo aaj huaa hain wohi
Kal kyun nahi hota
Qudrat ke asulo mein


Jab usi ne hi duniya ka
Ye deewan likha hain
Jab usi ne hi duniya ka
Ye deewan likha hain
Ye deewan likha hain
Har aadami pyaari si
Ghazal kyun nahi hota
Har aadami pyaari si
Ghazal kyun nahi hota
Jo aaj huaa hain wohi
Kal kyun nahi hota
Qudrat ke asulo mein


Har baar na milne ki
Kasam khaake mile hum
Har baar na milne ki
Kasam khaake mile hum
Kasam khaake mile hum
Apne hi iraado pe
Amal kyun nahi hota
Apne hi iraado pe
Amal kyun nahi hota
Jo aaj huaa hain wohi
Kal kyun nahi hota
Qudrat ke asulo mein


Qudrat ke asulo mein
Badal kyun nahi hota
Qudrat ke asulo mein.