qismat men khushii kaa naam nahiin Lyrics - Madhubala | Ajit | Sajjan | Lata Mangeshkar
1951
Lyrics
(kismat men khushii kaa naam nahiin
do din bhii hamen aaraam nahiin)-2
(ai gam ke savere tuu hii bataa)-2
is subah kii koii shyaam nahin
qismat men khushii
(aisaa bhii koii naashaad na ho
aisaa bhii koii barbaad na ho)-2
kyaa shay hasiin maaluum nahiin
rone ke sivaa kuchh kaam nahiin
qismat men kushii
(dukh dard kii kaalii raaten hai
dil todane vaalii baaten hai)-2
(ye kaun saa gam hai ai qismat)-2
jis gam kaa koii anjaam nahiin
qismat men khushii
do din bhii hamen aaraam nahiin)-2
(ai gam ke savere tuu hii bataa)-2
is subah kii koii shyaam nahin
qismat men khushii
(aisaa bhii koii naashaad na ho
aisaa bhii koii barbaad na ho)-2
kyaa shay hasiin maaluum nahiin
rone ke sivaa kuchh kaam nahiin
qismat men kushii
(dukh dard kii kaalii raaten hai
dil todane vaalii baaten hai)-2
(ye kaun saa gam hai ai qismat)-2
jis gam kaa koii anjaam nahiin
qismat men khushii