Pyar kar shuru song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K.K. Reddy. This song was released on 01 Jan 2018.
Pyar kar shuru sochta hai kyu
Bit jaye na jawani baithe baithe yu
Thoda sabar kar tujhse main kahu
Aisa na ho apne bas mein main nahi rahu
Josh tu dokha hosh tu uda
Bekrar hai jawani meri dilruba
Is kadar mere na hosh le bada
Lali tere hotho ki ye lunga mai chura


Pyar kar shuru sochta hai kyu
Bit jaye na jawani baithe baithe yu
Thoda sabar kar tujhse main kahu
Aisa na ho apne bas mein main nahi rahu


Aag dil mein hai mere kab se ang tere
Kaise baho mein tujhe lu aaj kahta hai jiya


Pyar do aur pyar lo
Ye deewangi teri kya kahu
Dekhke hairan main to teri kasam hu
Tere sang mein dolti rahu
Teri chhon banke main sajna rahu
Pyar kar shuru sochta hai kyu
Bit jaye na jawani baithe baithe yu
Thoda sabar kar tujhse main kahu
Aisa na ho apne bas mein main nahi rahu


Chahti hu main sanam
Do wado mein sanam
Hume inkar jawan rut hai hasin
Jadu mausam ne hai kiya
Mujhko tham le tera pyar ho
Tujhme sama jane ko main bekrar hu
Saya hu tera tera yaar hu
Tujhpe dilo jan se sanam nisar hu
Pyar kar shuru sochta hai kyu
Bit jaye na jawani baithe baithe yu
Thoda sabar kar tujhse main kahu
Aisa na ho apne bas mein main nahi rahu
Josh tu dokha hosh tu uda
Bekrar hai jawani meri dilruba
Is kadar mere na hosh le bada
Lali tere hotho ki ye lunga main chura.