Pyar ka pehla ishq ka doosra song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 21 Nov 2006.
Pyar ka pehla
Pyar ka pehla ishq ka doosra
Aur mohabbat ka tisara
Labz adhura hota hain
Pyar ka pehla ishq ka doosra
Aur mohabbat ka tisara
Labz adhura hota hain
Iss liye hum aapko chahate hain
Kyun ki chahat ka har
Labz pura hota hain
Pyar ka pehla


Raat ki galiyon mein palko
Ko bichha kar kyaa kare
Raat ki galiyon mein palko
Ko bichha kar kyaa kare
Ab kisi chehare ko aankhon
Mein basa kar kya kare
Dil ke aaine mein khwabo
Ko saja kar kyaa kare
Aap na jismein samil ho
Woh khwaab adhura hota hain
Pyar ka pehla


Aaj duniya ghar ki baate
Yaad aaye kis liye
Aaj duniya ghar ki baate
Yaad aaye kis liye
Aap mere paas hain
Mehfil sajae kis liye
Aap jab hain saamne
Samme jalaye kis liye
Aap ka aanchal dhalakte
Hi sawera hota hain
Pyar ka pehla


Aap ka chehara hain yaa
Ek jagmagati sham hain
Aap ka chehara hain yaa
Ek jagmagati sham hain
Aap ka ye jism hani yaa
Roshani ka jaam hain
Zindagi mein hain jo bhi
Sab aap hi ke naam hain
Aap ki palko ko chhu kar
Har sapna pura hota hain
Pyar ka pehla ishq ka doosra
Aur mohabbat ka tisara
Labz adhura hota hain
Iss liye hum aapko chahate hain
Kyun ki chahat ka har
Labz pura hota hain pyar ka pehla.