Pyaar song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 10 Sep 2009.
Yeh pyaar kya hai, kisako pata
Sab ki jubaan pe isaka nasha
Yeh dard hai ya phir yahin dawa
Yeh bhul ya phir yahin khata


Jaane kis mod par hoon abb main khada
Yaadon ko tadkar hoon kahaan chal pada
Roke mujhe mera khuda
Yeh hai junun yahin maja, yeh dard hai ya phir


Jaane kis mod par hoon main khada
Waadon ko tadkar kahaan chal pada
Roke mujhe mera khuda
Yeh bhul ya phir yahin khata


Yeh pyaar kya hai kisako pata
Sabki jubaan pe isaka nasha
Yeh dard hai ya phir yahin dawa
Yeh bhul hai ya phir yeh inteha
Yeh inteha, yeh inteha, yeh inteha.