Pyaar ka pehla song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mukesh Bhatt. This song was released on 28 Jun 1996.
Pyar ka pahla pahla sawan
Tere naam tere naam
Pyar ka pahla pahla sawan
Tere naam tere naam
Man ki khusbu tan ka chandan
Man ki khusbu tan ka chandan
Tere naam tere naam


Mere pyar ke solah sawan
Tere naam tere naam
Mere pyar ke solah sawan
Tere naam tere naam
Man ki khusbu tan ka chandan
Man ki khusbu tan ka chandan
Tere naam tere naam
Pyar ka pahla pahla sawan
Tere naam tere naam


Tere pairo mein jab payaliya chhanke
Chumu tujhko main pyasa badal banke
Yahi to meri bhi khwahis hai janam
Aisa ho jaye to nachu mani chham chham
Kar dalu main apna tan man
Kar dalu main apna tan man
Tere naam tere naam
Pyar ka pahla pahla sawan
Tere naam tere naam
Pyar ka pahla pahla sawan
Tere naam tere naam
Man ki khusbu tan ka chandan
Man ki khusbu tan ka chandan
Tere naam tere naam
Mere pyar ke solah sawan
Tere naam tere naam


Kasme tujhko tere bhige joban ki
Banja tu sathi mere har sawan ki
Tujhse meri ja bhala kya chori hai
Teri to chahat meri kamjori hai
Mere dil ki ek ek dhadkan
Mere dil ki ek ek dhadkan
Tere naam tere naam
Pyar ka pahla pahla sawan
Tere naam tere naam
Pyar ka pahla pahla sawan
Tere naam tere naam
Man ki khusbu tan ma chandan
Tere naam tere naam
Mere pyar ke solah sawan
Tere naam tere naam.