Priye praneshwari song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shiv Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
Priye praneshwari
Priye praneshwari
Hridayesh vari
Yadi aap hume
Aadesh kare to
Prem ka hum
Shri ganesh kare
Yadi aap hume
Aadesh kare to
Prem ka hum
Shri ganesh kare
Priye praneshwari


Ye chakshu tere
Chanchal chanchal
Ye chakshu tere
Chanchal chanchal
Ye kuntal bhi
Shyamal shyamal
Ye adhar dhare jivan jwala
Ye rup chandr shital
Shital o kaamini
O kaamini prem
Vishesh kare
Yadi aap hume
Aadesh kare to
Prem ka hum shri
Ganesh kare
Yadi aap hume
Aadesh kare to
Prem ka hum
Shri ganesh kare
Priye praneshwari


Ho sachit punyo ki asha
Ho sachit punyo ki asha
Sun vyathit hriday
Ki mridu bhasha
Sarvasva samarpan
Kar de hum
Karo purn hamaari
Abhilasha gaj gamini
Gaj gamini dur klesh kare
Yadi aap hume
Aadesh kare to
Prem ka hum shri
Ganesh kare
Yadi aap hume
Aadesh kare to
Prem ka hum
Shri ganesh kare
Priye praneshwari


Hum bhramar
Nahi is yauvan ke
Hum bhramar
Nahi is yauvan ke
Hum yaachak hai
Man upavan ke
Hum bhav pushp
Karate arpan
Saakar karo
Sapane man ke
Man mohini
Man mohini man
Me pravesh kare
Yadi aap hume
Aadesh kare to
Prem ka hum
Shri ganesh kare
Yadi aap hume
Aadesh kare to
Prem ka hum
Shri ganesh kare
Priye praneshwari.