Priyatama o meri priyatama song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by D. Rama Naidu. This song was released on 21 Jun 1991.
Priyatama o meri priyatama
Priyatama o meri priyatama
Maine prem kiya jab se
Sab bhul gaya tab se
Maine prem kiya jab se
Sab bhul gaya tab se
Teri palko mein hai
Ab mere to dono jahan
Sajna o mere sajna
Sajna o mere sajna
Maine prem kiya jab se
Sab bhul gaya tab se
Maine prem kiya jab se
Sab bhul gaya tab se
Teri palko mein hai
Ab mere to dono jahan
Priyatama  o meri priyatama
Sajna o mere sajna


Ab to kahi tere bin chain nahi aaye
Dard bichhdne ka ab na saha jaye
Ab to kahi tere bin chain nahi aaye
Dard bichhdne ka ab na saha jaye
Adharo pe main tere
Adharo se chumban doon
Pyase tere man ko
Yowan ka sawan du
Tere bina jina nahi tu hai
Jaha main hu wahi
Diya dil tujhko tujhpe hi luta doon
Sajna o mere sajna
Priyatama  o meri priyatama


Bahke nazaro mein khusbu badan ki hai
Aake gale lag ja rut ye milan ki hai
Bahke nazaro mein khusboo badan ki hai
Aake gale lag ja rut ye milan ki hai
Nino ke darpan mein
Sapno ka sagar hai
Bechan ruho mein
Yaado ka manjar hai
Main hu bani tere liye
Main hu bana tere liye
Tan jhum raha bas mein
Na mere arman
Priyatama o meri priyatama
Sajna o mere sajna
Maine prem kiya jab se
Sab bhul gaya tab se
Maine prem kiya jab se
Sab bhul gaya tab se
Teri palko mein hai
Ab mere to dono jahan
Priyatama  o meri priyatama
Sajna o mere sajna.