Piya song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mukul S. Anand, Nitin Manmohan. This song was released on 01 Jan 2018.
Dil ne tujhko jo pa liya
Sama liya chhupa liya piya
Jisase shikva gila kiya
Usko dil me basa liya
Hay maine yeh kya kiya piya
Jisase shikva gila kiya
Usko dil me basa liya
Hay maine yeh kya kiya piya


Hasna mujhko sikha diya
Hasa diya rula diya piya
Hasna mujhko sikha diya
Hasa diya rula diya piya
Iss kalee ko khila diya
Mujhko mujhse mila diya
Hay tune yeh kya kiya piya
Iss kalee ko khila diya
Mujhko mujhse mila diya
Hay tune yeh kya kiya piya


Abb toh sapna chura liya
Saja liya jata liya piya
Rog kaisa laga liya
Dil mein dard jaga liya
Hay hamney yeh kya kiya piya
Fasalo ko ghata liya
Duriyo ko mita liya
Hay maine yeh kya kiya piya.