Pia saanvara song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chandan Arora. This song was released on 05 Feb 2010.
Pia saanvara, pia saanvara,
Pia saanvara tarsa raha
Sajna mora tadapa raha
Pia saanvara tarsa raha
Sajna mora tadapa raha
Kahin door se deke kar sada,
Kahin door se deke kar sada
Ulja raha mannwa mora,
Ulja raha mannwa mora,
Ulja raha mannwa mora
Pia saanvara


Meri aankh mein tera rang hai
Pia door hai par sang hai
Haan meri aankh mein tera rang hai
Pia door hai par sang hai
Jogan bani main pyaar mein,
Jogan bani main pyaar mein
Pia baawara, pia baawara,
Ithla raha pia saanvara


Nahi bookh mein, nahi pyaas mein
Meri shaam ki iss aas mein
Nahi bookh mein, nahi pyaas mein
Meri shaam ki iss aas mein
Iss shaam ka uss shaam se,
Iss shaam ka uss shaam se
Rishta koi batla raha,
Rishta koi batla raha
Pia saanvara, pia saanvara
Pia  pia pia pia saanvara,
Saanvara, saanvara.