Hmm.. o..Kuchh main boloon kuchh tum kehna kya kehnaPhir tote se boli maina kya kehnaKuchh main boloon kuchh tum kehna kya kehnaKitni baatein dil ke andarIk katre mein saat samandarKya kehna, bhai kya kehna, bhai kya kehnaPhir tote se boli maina kya kehnaKuchh main boloon kuchh tum kehna kya kehnaSundar yeh pardes hai kaisaKuchh kuchh apne desh ke jaisaSundar yeh pardes hai kaisaKuchh kuchh apne desh ke jaisaApna to sandes hai aisaDes ho jaisa, bhes ho waisaIsiliye to.. isiliye to topi chhodiLamba chauda top hai pehnaKya kehna...Phir tote se boli maina kya kehnaKuchh main boloon kuchh tum kehna kya kehnaArre dil todne ki beshaq hai aadat teriPar yeh dil toot jaane ki cheez nahin haiTujhko deewana apna na kar doon agarTu bhi kehna yeh shakhs koi cheez nahin haiVaah vaah..Yoon na dekh o sundar naariMujhe samajhiyo na brahamchariAre yoon na dekh o sundar naariMujhe samajhiyo na brahamchariAisa na ho tere kaaranBan jaaoon main prem pujaariBas kar bas meinBas kar bas mein bebas basJaaye na bas naino mein nainaKya kehna, bhai kya kehna, bhai kya kehnaPhir tote se boli maina kya kehna
Arre kuchh main boloonKuchh tum kehna kya kehnaArre deewane dekhe tumse bahut zamaane meinPehle peechha karte hainPhir milte hain jail khane meinOye hoy hoy hoyAye vi kamaal haiAchchha itna josh nahin haiAchchha itna josh nahin haiLekin tumko hosh nahin haiChhedoge to kaategiNagin ka koi dosh nahin haiO hoy..Koi doobe paar lageDariya ko apne raste behnaKya kehna, bhai kya kehna, bhai kya kehnaKya kehna, kya kehnaAa... aa...Kitni chhoti yeh mulakateinChhedo meethi meethi baateinHaan.. kitni chhoti yeh mulakateinChhedo meethi meethi baateinHum sab ko ik saath hai rehnaSolah din aur satrah raateinDin to khair..Arre din to khair guzar jaayegaKaise beetegi yeh rainaKya kehna..Phir tote se.. maina kya kehnaKuchh main.. kuchh tum.. kya kehnaKitni baatein dil ke andarIk katre mein saat samandarKya kehna, bhai kya kehna, bhai kya kehnaHaan phir tote se boli maina kya kehnaKuchh main boloon kuchh tum kehna kya kehna