Phir Laut Chalo Kudrat Ki Lyrics - Mubarak | Durga Khote | Jairaj | Marutirao Pahalwan

1935

Lyrics

Aa aa aa aaa aa aa
Aao aao o o
Kudrat ki oar
Phir laut chalo
Kudrat ki oar
Phir laut chalo
Kudrat ki oar

Jidhar jaa rahe ho baag
Jidhar jaa rahe ho baag
Wahaan hai dukh ki ghata ghor
Wahaan hai dukh ki ghata ghor
Ab laut chalo kudrat ki oar

Kabhi na jaayenge
Jahaan raunaq o
Aaram nahin een een
Kabhi na jaayenge
Jahaan raunaq o
Aaram nahin een een
Jahaan pe mauz
Maze ke hain nahin
Jahaan pe aish nahin
Mauz nahin jaam nahin
Jahaan pe aish nahin
Mauz nahin jaam nahin

Rahi jaayegi tumhaari
Maze to ek taraf
Maut ke hi honge deedaar
Maje to ek taraf
Maut ke hi honge deedaar.