पहली बरसात Pehli Barsaat Lyrics - Danish Sabri

2022 Zee Music Company

About this song

  • Song: Pehli Barsaat
  • Singer: Danish Sabri
  • Music: Danish Sabri
  • Lyrics: Danish Sabri
  • Music Produced and Arranged by: Viplove Rajdeo
  • Mixed and Mastered by: Viplove Rajdeo
  • Vocal Recorded by: Rakesh Sharma
  • Tabla: Zuber hussain warsi
  • Dholak: Mohammed Shadab
  • Featuring: Shivin Narang & Karishma Sharma
  • Creative Producer: Shweta Singh
  • Director: Nadeem Akhtar
  • DOP: Ashish Rai
  • Choreographer: PavanBob
  • Production Head: Sanjay Singh
  • Executive Producer: Ankit Singh
  • Production Controller: Siddharth Singh
  • Asst. DOP: Shubh Thakur
  • Production Asst.: Rahul Kanojia
  • Editor: Sayan Mal
  • DI & Online Artist: Nadeem Akhtar
  • DI & Online associate: Mohammed Mujammil
  • Director’s Asst.: Bilal Khan
  • Asst. Choreography: Ali Chowdhary, Niyati Rawal, Dipu Negi, Lahu Patil
  • Stylist (Shivin Narang): Denish Hamirani
  • Stylist (Karishma Sharma): Shrushti Gupta, Tulika Vishwa
  • Production Designer: Kajal K Das
  • Art Asst.: Shakti Giri, Vaidehi Salunkhe, Sayyed Kauser Salim, Avinash Tripathi, Akira Giri
  • Special Thanks: Saleem Shaikh
  • Accounts: Jeetendra Parmar
  • Production Company: Saibaba Studios Ltd.
  • Video By: Saibaba Studios

Lyrics

Sar pe tere ishq waala
Baadal banke aaunga
Sar pe tere ishq waala
Baadal banke aaunga
Aise mausam mein lagta hain
Main paagal ho jaaunga
Ik toh tera chand sa chehra
Uspe chandani raat hain
Pehli pehli barsaat hain
Iss mausam mein tu saath hain
Ghar jaane ki zid na karo
Bheegne waali yeh raat hain
Pehli pehli barsaat hai
Iss mausam mein tu saath hai
Ghar jaane ki zid na karo
Bheegne waali yeh raat hain
Roku main kaise khudko
Dil ko sambhalu
Dil chahta hain tujhko
Dil mein basa loon
Chehre se tere nazre
Hatti nahi hain
Aa paas aaja tujhko
Seene se laga loon
Saavan mein bhi pyasa hai maan
Kaisa hain yeh deewanapan
Bundo mein bhi baras rahi hain
Kaisi dil mein yeh aag hain
Pehli pehli barsaat hain
Iss mausam mein tu saath hain
Ghar jaane ki zid naa karo
Bheegne waali yeh raat hain
Pehli pehli barsaat hain
Iss mausam mein tu saath hain
Ghar jaane ki zid naa karo
Bheegne waali yeh raat hain.