Pehle bharat mein song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Pehle bharat mein
Korawo pandawo ka raj tha
Ek rajsingh hi kondwana
Durg ka sartaj tha
Pehle bharat mein
Korawo pandawo ka raj tha
Ek rajsingh hi kondwana
Durg ka sartaj tha
Us raja ki gatha ye raju bole
Aau maja raju
Aape re raju mera naam raju
My name is raju


Vijayi ho ke vapas aa gaya
Dwaja ka magan ho gaya
Durg pe raj is tarha kiya
Dharti par swarg la diya
Dwar khadi navalnar
Saj savar ke
Aaha aarti ke bhakt
Bhare phool war ke
Singhasan par lage
Krishan murti hain
Sewa se jan jan
Mein chhayi kirti hain
Ho raja bhai bhi par
Tu hi hain hamara raja
Rakhwali yahi chahi
Kila koi na humne chaha
Raja di raja baje re baja
Mera naam raju my name is raju


Karke koshan kalam ka
Khud kavita ko janam de diya
Shilpkala ko naresh ne
Phir jala diya sare desh mein
Taal ko banake akal ko hataya
Sara desh annpurna sa banaya
Jati dharam majhab ka rog mitaya
Aaha ram raj ka mahan gorav laya
Chahat se jo tu dekhe
Kya zaroorat hain rishto ki
Mere jaise insa ho
Kya zaroorat faristo ki
Raja di raja baje re baja
Aau maja raju mera naam raju
Pehle bharat mein
Korawo pandawo ka raj tha
Ek rajsingh hi kondwana
Durg ka sartaj tha
Us raja ki gatha ye raju bole
Aau maja raju
Aape re raju mera naam
Raju my name is raju
Mera naam raju.