Pehla Nasha Once Again Lyrics - Kuchh Bheege Alfaaz | Zain Khan Durrani | Gitanjali Thapa | Jubin Nautiyal | Palak Muchhal
in Movies
Watch the Video
Song Information
Pehla nasha once again song is from Kuchh Bheege Alfaaz and it is sung by Jubin Nautiyal and Palak Muchhal.It stars Zain Khan Durrani and Gitanjali Thapa in leading roles. The music of this song is composed by Anshuman Mukherjee. This song was released on 08 Feb 2018.
Lyrics
Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya… maine Sun liya haa!
Pehla nasha, pehla khumar
Naya pyaar hai naya intezar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata… mm..
Pehla nasha, pehla khumaar…
Udta hi phirun in hawaaon mein kahin
Yaa main jhool jaaun inn ghataaon mein kahin
Udta hi phirun in hawaaon mein kahin
Yaa main jhool jaaun inn ghataaon mein kahin
Ikk kar doon aasmaan aur zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin
Pehla nasha…
Pehla khumaar…
Mmm…
Naya pyaar hai naya intezar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekarar
Mere dil-e-bekarar
Tu hi bata…
Tu hi bata…
Tu hi bata…
Tu hi bata… haa haa…