Pee Kahaan Pee Kahaan Lyrics - Chhed Chhad | Rajkumari | G. M. Durrani
in Movies
Watch the Video
Song Information
Pee kahaan pee kahaan song is from Chhed Chhad (1943) and it is sung by G. M. Durrani.It stars and Rajkumari in leading roles. This song is penned by Tanveer Ghazi and composed by Mushtaq Hussain. This song was released on 01 Jan 1943.
Lyrics
Pee kahaan pee kahaan
Pee kahaan pee kahaan
Gaaye jaa baawre
Pee kahaan pee kahaan
Pee kahaan pee kahaan
Gaaye jaa baawre
Mann mein naach
Rahi hain umangen
Mann mein naach
Rahi hain umangen
Naach rahi hain
Naach rahi hain
Hothon pe muskaane
Hothon pe muskaane
Mast pawan par naach rahi hain
Baansuriya ki taanen
Mast pawan par naach rahi hain
Baansuriya ki taanen
Tu naache sab duniya naache
Tu naache sab duniya naache
Soye raag jagaaye jaa
Gaaye jaa baawre
Pee kahaan pee kahaan
Pee kahaan pee kahaan
Gaaye jaa baawre
Tere gumchon ke geet
Tere nainon mein neer
Tere gumchon ke geet
Tere nainon mein neer
Teri paayal mein raag
Teri saansen hain aag
Teri paayal mein raag
Teri saansen hain aag
Teri paayal mein raag
Teri saansen hain aag
Isi thaath se aag lagaaye jaa
Gaaye jaa baawre
Pee kahaan pee kahaan
Pee kahaan pee kahaan
Gaaye jaa baawre
Pee kahaan pee kahaan
Pee kaha..aa..an.