पायल payal song is sung by and . Record label of this song is White Hill Beats. This song is penned by and composed by . It is produced by One production. This song was released on 04 Jun 2022.
Female Model : Urvashi Rai
Dop : Honey Cam
Post Production : Inder Rattaul
Cheif Assist. : Rajvir Maan
Asst. : Jagjeet Maan
Dard-e-dil mita le raja
Pass mere tu aaja aaja
Kaat doon saara gham
Zamaane se hai mila tujhe taaja taaja

Dard-e-dil mita le raja
Pass mere tu aaja aaja
Kaat doon saara gham
Zamaane se hai mila tujhe taaja taaja

Aashiq hoon ayyash nahi
Innocent hoon main badmash nahi
Maar hi de mujhko
Maar hi de mujhko
Kitna ghayal karegi

Jab main nachungi
To saiyaan payal bajegi
Jab main nachungi
To saiyaan payal bajegi

Payal bajegi
Payal bajegi

Jab main nachungi
To saiyaan payal bajegi
Jab main nachungi
To saiyaan payal bajegi

Tujhko pata hai na tere deewano mein
Sabse bada main deewana hoon
Ghar ke tere jab main niche se jaunga
Bhag ke chabaare pe aana tu
Ok

Bombay ki kanya main kawaari
Tere delhi pe bhi main bhaari
Thoda sa to hass le
Mujhko baahon mein kas le
Kitna pagal karegi

Jab main nachungi
To saiyaan payal bajegi
Jab main nachungi
To saiyaan payal bajegi

Payal bajegi
Payal bajegi

Jab main nachungi
To saiyaan payal bajegi
Jab main nachungi
To saiyaan payal bajegi

Pairon mein joota gucci ka hai
Gaadi aur asla up ka hai
Ae baby sochti kya hai
Arre fikar ko liquor main daal na
Mere dil ke taale mein chaabi teri hi dalti hai
Kisi ki na sun duniya to jalti hai
Koi galat nazar se jo dekhe tujhe
Don’t know meri goli itni kyun chalti hai

Parchi pe number hai
Parchi pe number hai
Bol kab dial karegi

Jab main nachungi
To saiyaan

Jab main nachungi
To saiyaan payal bajegi
Jab main nachungi
To saiyaan payal bajegi

Payal bajegi
Payal bajegi

Jab main nachungi
To saiyaan payal bajegi
Jab tu naachegi to gori
Payal na bajegi.