Pau barah pau barah song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Paubara paubara
Paubara pyar me paubara
Paubara paubara
Paubara pyar me paubara
Paubara paubara
Kabhi jita kabhi dil hara
Pyar me paubara


Danv laga le jo ho so ho
Nain mila le himmat na kho
Jhum jhum ke the jo diwane
Nahi laut ke aane fir aise jamane
Ab chod kaha liya
Kismat ko bana liya
Ek baar laga liya
Paubara paubara
Paubara pyar me paubara
Paubara paubara
Kabhi jita kabhi dil hara
Pyar me paubara


Raat hui to afsana kya
Preet hui to itrana kya
Haar jeet kismat ke ishare
Kabhi vare kabhi
Nayare ghabra mat pyare
Takdeer ko pa liya
Haste me jhuka li aankh
Najaro ki sama li
Paubara paubara
Paubara pyar me paubara
Paubara paubara
Kabhi jita kabhi dil hara
Pyar me paubara


Hera fera do din ki hai
Raat andheri do din ki hai
Dekh baal ke samne
Aana bada bura hai jamana
Yuhi ji na lutana
Yuhi hai khel puarana
Ab kya ghabrana
Lut ta hai khajana
Paubara paubara
Paubara pyar me paubara
Paubara paubara
Kabhi jita kabhi dil hara
Pyar me paubara
Paubara paubara
Paubara pyar me paubara
Paubara paubara
Kabhi jita kabhi dil hara
Pyar me paubara.