Pardesi Ho Hamse Rakhiya Bandha Lyrics - Gaali | Yakub | Nirmala | Kanhaiyalal | Manju Das
in Movies
Watch the Video
Song Information
Pardesi ho hamse rakhiya bandha song is from Gaali (1944) and it is sung by Manju Das.It stars Yakub, Nirmala, Kanhaiyalal, Gulab in leading roles. This song is penned by Pandit Indra Chandra and composed by Hanuman Prasad Sharma. This song was released on 01 Jan 1944.
Lyrics
Pardesi ho haan haan
Pardesi ho hum se
Rakhiyaa bandhaa
Ho pardesi ho
Haan haan pardesi ho
Hum se rakhiyaa bandhaa
Rakhiyaa bandhaao
Bhaiya kahaao
Apna maan badhaao
Apna maan badhaao
Pardesi ho
Haan haan pardesi ho
Hum se rakhiyaa bandhaa
Shakti hain hum un veeran ki
Rann chamke talwaaren jinki
Un se haath milaawo
Pardesi ho
Ya talwaar uthhaao
Ya talwaar uthhaao
Ya talwaar uthhaao
Apna maan badhaao
Apna maan badhaao
Pardesi ho haan haan
Pardesi ho hum se
Rakhiyaa bandhaa
Bandhi ho behen ke
Haathon se raakhi
Jis kalaai pe
Naa heera aur moti hi sajegaa
Us kalaai pe
Kiya gaurav humayun ne thha
Uska naam raakhi hai
Wohi hai shaan veeron ki
Ke jiska naam raakhi hai
Pardesi ho
Haan haan pardesi ho
Hum se rakhiyaa bandhaa
Yehi hai dor
Jis se draupdi ne
Shyaam ko baandha
Yehi hai mohar
Jisne mulk ki
Har shaan ko saadha
Yehi hai dhaal veeron ki
Ye hai imaan bhaai ka
Ye shobha hai ye gaurav hai
Ye hai sammaan bhai ka
Ye shobha hai ye gaurav hai
Ye hai sammaan bhai ka
Pardesi ho haan haan
Pardesi ho hum se
Rakhiyaa bandha.