pardesi aaya des me, des se mere gaav megaav se mere gali me, gali se mere ghar meghar se ghar se ghar se ghar se mere dil meab dil se mere jaane ka naam na le, ui maa main ka karuwo besaram saram se jara kaam na le, main sharamaati phirupardesi aaya des me, des se mere gaav megaav se mere gali me, gali se mere ghar meghar se mere dil meab dil se mere jaane ka naam na le, ui maa main ka karuho besaram saram se jara kaam na le, main sharamaati phirupardesi aaya des meaake mere dwaare pe haai re bade mauke se
bedard beimaan bekadar ne dhoke se bedard beimaan bekadar ne dhoke se jhaank liya tan man me palko ke jharoke seab saiya kahi baiyya kahi thaam na le, ui maa main ka karuho besaram saram se jara kaam na le, main sharamaati phirupardesi aaya des mekaise badal sakata hai bhaagya ka jo lekha haizulmi ke maathe pe aisi koi rekha hai zulmi ke maathe pe aisi koi rekha hai aisa lage jaise pehale bhi kahi dekha haidil tadape bina aaraam na le, ui maa main ka karuho besaram saram se jara kaam na le, main sharamaati phirupardesi aaya des me gaav me, gali me ghar me dil me