Parda song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ekta Kapoor, Shobha Kapoor. This song was released on 30 Jul 2010.
Duniya mein ha ha ha ha ha
Logon ko ha ha ha ha ha
Dhokha kabhi ho jaata hai.. hu..
Aankhon hi ha ha ha ha ha
Aankhon mein ha ha ha ha ha
Yaaron ka dil kho jata hai

Duniya mein ha ha ha ha ha
Logon ko ha ha ha ha ha
Dhokha kabhi ho jaata hai.. hu..
Aankhon hi ha ha ha ha ha
Aankhon mein ha ha ha ha ha
Yaaron ka dil kho jata hai

Do dil donon jawaan
Aankhon ka hai yeh bayan
Donon ke darmiyan
Koi bhi ho na yahan..
Parda parda haan.. parda parda haan..
Apno se kaisa parda
Parda parda haan.. parda parda haan..
Apno se kaisa parda

Monica... Oh my darling
O Monica... aa.. O my darling

Dilbar ki fitrat mein
Dhokha bhi hai aur chahat bhi..
Jaan jaaye [hu..] to jaaye [ha..]
Sochun kyun jab maine ulfat ki
Haaye dilbar ki fitrat mein
Dhoka bhi hai aur chahat bhi
Jaan jaaye to jaaye
Sochun kyun jab maine ulfat ki
Jaaye bhi to kahan
Dushman hai sara jahan
Jis pe bhi ho guman
Kehna tu uska yahan...
Parda parda haan.. parda parda haan..
Apno se kaisa parda
Parda parda haan.. parda parda haan..
Apno se kaisa parda

Monica... Oh my darling
O Monica... aa.. O my darling ha!

Woh aa gaya, dekho dekho woh aa gaya

Halchal si har pal hai
Betaab apni jawani hai..
Bekal main [hu..], bekal tu [ha..]
Bedard dil ki kahani hai
Haaye haaye..
Halchal si har pal hai
Betaab apni jawani hai..
Bekal main, bekal tu
Bedard dil ki kahani hai
Uthta dil se dhuan
Yeh dil hai tera pata
Aaja reh le yahan
Jaayega ab tu kahan..
Parda parda haan.. parda parda haan..
Apno se kaisa parda
Parda parda haan.. parda parda haan..
Apno se kaisa parda

Monica... Oh my darling
O Monica... O my darling ha!