Papa hain na (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 18 Jun 2015.
Mere khwaabon ki udaan ko
Naya hausla dene waale
Bhool ke apni saari khushiya
Mera har gham lene waale


Mere khwaabon ki udaan ko
Naya hausla dene waale
Bhool ke apni saari khushiya
Mera har gham lene waale
Saath mere har lamha harpal
Saath mere har lamha harpal
Papa hain na hain na papa hain na
Papa hain na hain na papa hain na
Papa hain na hain na papa hain na
Papa hain na hain na papa hain na


Nanhi nanhi teri ungaliya
Thaam kar jo main chala thaa
Peetah hone ka ehsaas ehsaaso mein dhala thaa


Maine maana saath bade hain
Is jeevan ke raste
Befikri mein inpe chalti hoon main haste haste
Koi mushibat aayi toh
Papa hain na hain na papa hain na
Papa hain na hain na papa hain na
Papa hain na hain na papa hain na
Papa hain na hain na papa hain na


Khel khel mein dhamm se ghir kar choat lagi toh kyaa
Mehnge tohfe paane ki umeed jagi toh kya
Sahin galat mein fark samajh na baaki ho toh kyaa
Saath samay ke daud daud thak jaati hoon toh kya
Raat raat bhar padhti main aur kahaan aap bhi sote they
Suna pan jab khalta thaa tab wahaan aap hi hote they
Khel zindagi ka ho jo bhi haarungi main naa
Papa hain na hain na papa hain na
Papa hain na hain na papa hain na
Papa hain na hain na papa hain na
Papa hain na hain na papa hain na


Mehfooz tumhein main rakhunga
Har tufaan se lad jaayenge
Hain jhade badi majboot meri
Zindagi haske beetayenge.