Pani pe barse jab pani song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani


Kuch dhundti hai do ankhein
Kuch khojta hai man mera
Wo kaun hai kaha par hai
Jiske khyal ne ghera
Kuch dhundti hai do ankhein
Kuch khojta hai man mera
Wo kaun hai kaha par hai
Jiske khyal ne ghera
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani


Bijli chamak chamak karkyu
Hume muh chidaye jati hai
Natkhat ishare kar kar ke
Kyu muskuraye jati hai
Bijli chamak chamak kar kyu
Hume muh chidaye jati hai
Natkhat ishare kar kar ke
Kyu muskuraye jati hai
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani.