Paimana tere lab hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Paimana tere lab hain
Aankhein teri maikhana
Paimana tere lab hain
Aankhein teri maikhana
Jisne bhi tujhe dekha
Tera huaa deewana
Jisne bhi tujhe dekha
Tera huaa deewana
Paimana tere lab hain
Aankhein teri maikhana


Is tarah badal jaana
Ek pal mein tera saaqi
Is tarah badal jaana
Ek pal mein tera saaqi
Is tarah badal jaana
Ek pal mein tera saaqi
Har saqs bulata hain
Kehkar tujhe begaana
Har saqs bulata hain
Kehkar tujhe begaana
Jisne bhi tujhe dekha
Tera huaa deewana
Paimana tere lab hain
Aankhein teri maikhana


Mashoor zamane mein
Hain dariya dili teri
Mashoor zamane mein
Hain dariya dili teri
Mashoor zamane mein
Hain dariya dili teri
Ik jaam de mujhko bhi
Aye saaqi ye mastana
Ik jaam de mujhko bhi
Aye saaqi ye mastana
Jisne bhi tujhe dekha
Tera huaa deewana
Paimana tere lab hain
Aankhein teri maikhana


Aye samma teri lo mein
Woh koan si khoobi hain
Aye samma teri lo mein
Woh koan si khoobi hain
Aye samma teri lo mein
Woh koan si khoobi hain
Jo tujhse gale milkar
Jal jaata hain parwana
Jo tujhse gale milkar
Jal jaata hain parwana
Jisne bhi tujhe dekha
Tera huaa deewana
Paimana tere lab hain
Aankhein teri maikhana


Jo paas hai saagar ke
Sab kuchh hain tera saaqi
Jo paas hai saagar ke
Sab kuchh hain tera saaqi
Jo paas hai saagar ke
Sab kuchh hain tera saaqi
Jaan bhi tera tohfaa hain
Dil bhi tera nazrana
Jaan bhi tera tohfaa hain
Dil bhi tera nazrana
Jisne bhi tujhe dekha
Tera huaa deewana
Paimana tere lab hain
Aankhein teri maikhana.