Padh kar tumhara khat song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Sushil Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
Padh kar tumhara khat mere
Armaan machal gaye
Padh kar tumhara khat mere
Armaan machal gaye
Aisa laga ki tumhi
Gale aake lag gaye
Padh kar tumhara khat mere


Khat padh ke hum tumhara
Sanam jhoomate rahein
Dil se laga laga ke
Use chumate rahen
Aayi tumhari yaad bahut
Raat bhar sanam
Ab tum se door rehe nahi
Jee sakenge hum
Nahi jee sakenge hum
Padh kar tumhara khat mere
Armaan machal gaye
Aisa laga ki tumhi
Gale aake lag gaye
Padh kar tumhara khat mere


Tum ne woh sab likha hain jo
Kehate they tum sanam
Gaate ho jeene sunke
Hame aati thi saram
Zulfo mein apna chahera
Chhupa lete the jo hum
Hum ko manane ke liye
Khate the tum kasam
Khate the tum kasam
Padh kar tumhara khat mere
Armaan machal gaye
Aisa laga ki tumhi
Gale aake lag gaye
Padh kar tumhara khat mere


Jazbaat deheke dehake hain
Har baat baheki baheki
Tere khayal se hain
Meri raat maheki maheki
Khat mein tumhara chahera
Nazar aagaya humein
Andaaz tere khat ka
Tad paa gaya humein
Tad paa gaya humein
Padh kar tumhara khat mere
Armaan machal gaye
Aisa laga ki tumhi
Gale aake lag gaye
Padh kar tumhara khat mere.