Paani Ko Taraste, Pani Ko Sisakte Lyrics - Well Done Abba | Boman Irani | Minissha Lamba | Sameer Dattani | Raja Hasan
in Movies
Watch the Video
Song Information
Paani ko taraste, pani ko sisakte song is from Well Done Abba (2010) and it is sung by Raja Hasan.It stars Boman Irani, Minissha Lamba and Sameer Dattani in leading roles. This song is penned by Ashok Mishra and composed by Shantanu Moitra. It is produced by Mahesh Ramanathan, Raj Pius. This song was released on 01 Jan 2010.
Lyrics
paani ko tarasate, paani ko siskate
aankhon mein nind nahi hai, baadal ko takate chehare
aur paani lutate chehare, paani ko jhapakate chehare
rahiman paani ke kitane chehare re

ambar baraso, baadal baraso, saawan baraso re
garaj ke baraso, dhamak ke baraso, lehak ke baraso re
bahot dino se halk hai sukha abb toh baraso re
rehman ki guhaar hai sun lo, allaah maalik baraso re
jab pani chume ho tab jungal jhume
koyal tab kuke aur bulbul chehke
pani jo ruth gaya to sab tuth dikhenge mujhko
mono se lipat ke rahiman roye re
ambar baraso, baadal baraso, saawan baraso re
garaj ke baraso, dhamak ke baraso, lehak ke baraso re
bahot dino se halk hai sukha abb toh baraso re
rehman ki guhaar hai sun lo, allaah maalik baraso re
allaah ki rehmat maula ki nemat
o paani hai daulat bande teri ijjat
allaah ki rehmat maula ki nemat
o paani hai daulat bande teri ijjat
paani ke bina ubare na, moti maanus aur chuna

rahiman paani buda gehare re