Paane chala tha song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sonu Nigam, Bickram Ghosh. This song was released on 16 Dec 2014.
Paane chala
Tha main zindagi
Soch kar ke kahin
Pe khadi zindagi
Mil gaya raah mein
Mujhko sara jahaan
Woh bhi thaa taak
Mein zindagi ki wahaan
Baadalo ki tarah
Bawalo uljhe rahe
Zaahilo ki tarah
Haath malte rahe


Ugate sooraj ki tarah
Jo mera din jagmag utha
Maa ki lori kaan mein ghoonji
Paa ke hotho se duaan
Har subaah naye
Kal ke sapno mein
Yun dubi na pata chala
Bhar diya use hi maine jo
Bhi mujh mein thaa khala
Paane chala tha main zindagi
Soch kar ke kahin
Pe khadi zindagi
Mil gaya raah mein
Mujhko sara jahaan
Woh bhi thaa taak
Mein zindagi ki wahaan


Palke jab khuli to
Paaya maine woh samaa
Ye zameen thi ghutne teke
Kadmon mein thaa aasman
Phir bhi banzar mera daaman
Main akela thaa khada
Tab main jana
Main hamesha
Zindagi se thaa bada
Paane chala tha
Main zindagi
Soch kar ke kahin
Pe khadi zindagi
Mil gaya raah mein
Mujhko sara jahaan.