Om jai jagdish hare (abdullah) song is from and it is sung by .It stars Raj Kapoor, Sanjay Khan and Zeenat Aman in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Asghar Ali, Sanjay Khan, Zarine Khan. This song was released on 26 Sep 1980.
om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare
bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat kshan mein dur kare
om jai jagdish hare

maatpita tum mere sharan gahu me kiski
prabhu sharan gahu me kiski
tum bin aur naa duja
prabhu bin aur naa duja aas karu main kiski

tum karuna ke sagar, tum paalan karta
swami tum paalan karta
main murat falkami
main sevak tum swami krupa karo harta
om jai jagdish hare

tum puran parmatma tum antaryaami, prabhu tum antaryaami
paar brahma parmeshwar, paar brahma parmeshwar tum sabke swami
om jai jagdish hare jai jagdish hare
swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat
daas jano ke sankat kshan me dur kare
om jai jagdish hare