O soniye dil jaaniye song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kumar S Taurani, Ramesh S Taurani. This song was released on 19 May 2000.
O soniye o dil jaaniye Ise khel
Na samjho sanamji maine
Tumhein pyaar kiya
Ise khel na samjho sanamji
Maine tumhein pyaar kiya
Tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanamji
Maine tumhein pyaar kiya
O priya o priya
Tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanamji
Maine tumhein pyaar kiya


Maine jis din se thaama
Tera daaman suhaana
Chhoda sara zamana mere saajna
Maine chaaha bahut
Tujhe itna na chahoon
Par dil hi na maana mere saajna


O soniye o dil jaaniye Ise khel na
Samjho sanamji maine
Tumhein pyaar kiya
Tum jaisi bhi ho jo bhi ho
Sanamji maine tumhein pyaar kiya


Main bhi jaanejaana tha kaisa anjaana
Tujhe na pehchaana tera deewana
Dil mera hay sunaaye chala jaaye
Tera hi afsaana tera deewana
Tu aaja tu aaja kahin aur na ja
Ki jeena hai tere saath piya


O soniye o dil jaaniye
Tum jaisi bhi ho jo bhi ho
Sanamji maine tumhein pyaar kiya
Ise khel na samjho sanamji
Maine tumhein pyaar kiya


Tu hai aisi pyaari ki teri intezaari
Lage hai mujhe bhaari meri mehbooba
Ab to hai jaana tumhi se dostaana
Tumhi se meri yaari meri mehbooba
Tu hi mera apn atu hi mera sapna
Tujhe maine kitna yaad kiya


O soniye o dil jaaniye
Ise khel na samjho
Sanamji maine tumhein pyaar kiya
O priya o priya
Tum jaisi bhi ho jo bhi ho
Sanamji maine tumhein pyaar kiya


Maine jis din se thaama
Tera daaman suhaana
Chhoda sara zamana mere saajna
Maine chaaha bahut
Tujhe itna na chahoon
Par dil hi na maana mere saajna


O soniye o dil jaaniye
Ise khel na samjho
Sanamji maine tumhein pyaar kiya
Tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanamji
Maine tumhein pyaar kiya.