O re piya tumhi ko dil diya song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sajna aa…sajna aa
O re piya
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa


Phoolo ka dekho kaisa
Chehara khila hain
Mushkil se ye milane ka
Ye muka mila hain
Phoolo ka dekho kaisa
Chehara khila hain
Mushkil se ye milane ka
Ye muka mila hain aa aa..
Tu na aaye tu na aaye
Jeeya tujhe bulaye
Ye rut beeti jaaye tum aabhi jaa
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa


Saanso ki sehnaai tujhko bulaye
Bole singaar mera ab to maan jaare
Saanso ki sehnaai tujhko bulaye
Bole singaar mera
Ab to maan jaare aa aa
Tu na maana tu na maana
Kyaa kahega zamana
Zamana dega taana tum aabhi jaa
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa


Mera chain chhina
Tune pehali nazar mein
Ab to hain manzil
Meri teri dagar mein
Mera chain chhina
Tune pehali nazar mein
Ab to hain manzil meri
Teri dagar mein aa aa
Pyaar dede pyaar dede
Bahon mein mujhe lele
Balam albele tum aabhi jaa
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa
O re piya tumhi ko dil diya
Tumhi ko chun liya tum aabhi jaa.