O Meri Chammak Chhallo Lyrics - Pyaasa Sawan | Reena Roy | Jeetendra | Asha Bhosle | Kishore Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
O meri chammak chhallo song is from Pyaasa Sawan (1981) and it is sung by Asha Bhosle and Kishore Kumar.It stars Reena Roy and Jeetendra in leading roles. This song is penned by Santosh Anand and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Prasan Kapoor. This song was released on 28 Aug 1981.
Lyrics
o meri chamak chalo o meri chamak chalo
do din ki hai jindagani
o meri chamak chalo do din ki hai jindagani
tu pyar kar mujhe aise mai likh du prem kahani
o mere ramlubhaya
o mere ramlubhaya kya likhni prem kahani
o mere ramlubhaya kya likhni prem kahani
mauka hai mauj uda lo kab kispe rahi jawani
o meri chamak chalo, o mere ramlubhaya
likhne ka shauk mujhe hai likhata hu dil ki bate
likhne ka shauk mujhe hai likhata hu dil ki bate
thodi si din ki bate thodi si rato ki baate
din ke kya tor tarike rato ki niyat kya hai
tum to kya jano ispar mausam ki chaha kya hai
dil jo kahta hai usko aankho se mai kahta hu
dil jo kahta hai usko aankho se mai kahta hu
dil ki halat ko samjho rut hai kitni mastani
o mere ramlubhaya
o mere ramlubhaya kya likhani prem kahani
mauka hai mauj uda lo kab kispe rahi jawani
o meri chamak chalo, o mere ramlubhaya
sun sun ke bol bole mera dil baita jaye
sun sun ke bol bole mera dil baita jaye
pyase armano wala sawan ye bita jaye
mujhko kuch hosh nahi tha
sach much me vo asar tha
najaro me tum hi tum the mausam se bekhabar tha
sun lo ghangor khiladi manjil pe aa ke bhatki
mere youvan ki ghadi
karte ho kyu nadani socho bate mardani
karte ho kyu nadani socho bate mardani
mauka hai mauj uda lo kab kispe rahi jawani
o meri chamak chalo o meri chamak chalo
do din ki hai jindagani tu pyar kar mujhe aise
mai likh du prem kahani o mere ramlubhaya
o mere ramlubhaya kya likhani prem kahani
mauka hai mauj uda lo kab kispe rahi jawani
o meri chamak chalo, o mere ramlubhaya