Nis din pooja karein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 10 May 2011.
Gurur bhrahma gurur vishnu
Gurur devo maheshwarah
Guru shakshaat parabhrama
Tasmaishree guruve namah


Nis din pooja karein palchhin dhyaan dhare
Saans jab tak chale tera gungaan ho
Praat uthke yahin prathna hum kare
Aisa vardaan do sab ka kalyaan ho
Nis din pooja karein palchhin dhyaan dhare
Saans jab tak chale tera gungaan ho
O om hari om o om hari om


Karein prem sab se yahin bhavna ho
Dukhiyon ki seva karein kaamna ho
Jo laachar hai unke hum kaam aaye
Ye karta rahe sarv daa hum nibhaye
Praat uthke yahin prathna hum kare
Aisa vardaan do sab ka kalyaan ho
Nis din pooja karein palchhin dhyaan dhare
Saans jab tak chale tera gungaan ho
O om hari om o om hari om


Chhabi shiv ki jab se nazar sab mein aayi
Nayi jaagriti apne mann mein samayi
Sada satya ke path pe chalte rahenge
Teemir mein diye banke jhalte rahenge
Jhalte rahenge
Praat uthke yahin prathna hum kare
Aisa vardaan do sab ka kalyaan ho
Nis din pooja karein palchhin dhyaan dhare
Saans jab tak chale tera gungaan ho
O om hari om o om hari om..