Nindiya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Padma Wadkar. This song was released on 15 Jun 2015.
Din dhala aur raat huyi
Is raat mein koi saath nahi
Din dhala aur raat huyi
Is raat mein koi saath nahi
Ab toh tu aa jaa na
Naino ko dikha jaana
Koi sapna jo ho apna
Jise dekh ke main so jaaun
Nindiya re nindiya tu aa jaa
Nindiya re nindiya tu aa jaa
Nindiya re nindiya tu aa jaa
Nindiya re nindiya tu aa jaa


Khawabon se chhoti mulakate
Dhundhe hum un mein jinko chahein
Khawabon se chhoti mulakate
Dhundhe hum un mein jinko chahein
Aur na miley woh kaise bulaye
Baithey huye ek aash lagaye
Koi sapna jo ho apna
Jise dekh ke main so jaaun
Nindiya re nindiya tu aa jaa
Nindiya re nindiya tu aa jaa
Nindiya re nindiya tu aa jaa
Nindiya re nindiya tu aa jaa.