Niklo na benaqaab song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Be parada nazar aayi jo kal chand biviya
Akbar zameen mein gairat koni se gad gaya
Pucha jo maine aapaka parada wo kya huva
Kehane lagi ke akll par marado ki pad gaya

Nikalo na benaqab
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai
Aur usape ye shabaab zamana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai

Sab kuchh hamein khabar hai nasihat na kijiye

Kya honge hum kharaab jamaana kharaab hai

Aur usape ye shabaab jamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai

Matalab chhupa huva hai yahaan har sawaal mein

Do sochkar jawaab jamaana kharaab hai
Do sochkar jawaab jamaana kharaab hai
Aur usape ye shabaab jamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai

Raashid tum aa gaye ho na aakhir fareb mein

Kehate na the janaab zamaana kharaab hai

Aur usape ye shabaab zamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai
Aur usape ye shabaab zamaana kharaab hai
Niklo na benaqab zamaana kharaab hai
Zamaana kharaab hai
Zamaana kharaab hai
Zamaana kharaab hai
Zamaana kharaab hai.