LyricsTashan

Nigahon Ka Adaaon Ka Lyrics - Chakkar Pe Chakkar | Rekha | Pran | Shashi Kapoor | Asha Bhosle

in Movies

Watch the Video

Song Information

Nigahon ka adaaon ka song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S. Jagdish Chandra. This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

Nigaho ka adao ka, nigaho ka adao ka
Wafao ka jafao ka, kon sa teer chalau
Mai kon sa teer chalau
Ab to meri marji pe hai bol kise ajmau
Nigaho ka adao ka, nigaho ka adao ka
Wafao ka jafao ka, kon sa teer chalau
Mai kon sa teer chalau


Re are o nadaa, hai jawani pe fida
Are o nadaa, hai jawani pe fida
Ise aaj tu apnale
Koi mang le sahara, koi mang le sahara
Na milega ye najara
Aaj dil se ise tu lagale
Dil tod ke tu jayega, phir tu aisa pachtayega
Sari jindagi jalta rahega aisi aag lagau
Nigaho ka adao ka, nigaho ka adao ka
Wafao ka jafao ka, kon sa teer chalau
Mai kon sa teer chalau


Ho aisa marungi nisana kar dungi mai diwana
Aisa marungi nisana kar dungi mai diwana
Tujhe mile na koi thikana
Tera chale na bahana, tera chale na bahana
Tujhe waha le jana jaha dhundhega sara jamana
Tera bachna ab hai muskil le aa gayi teri manjil
Ho tu tadap ke rah jayega aisa jal bichau
Nigaho ka adao ka, nigaho ka adao ka
Wafao ka jafao ka, kon sa teer chalau
Mai kon sa teer chalau
Ab to meri marji pe hai bol kise ajmau, kyu kise ajmau.

Related Songs

More songs from Chakkar Pe Chakkar (1977)
More songs of Rekha
More songs of Pran
More songs of Shashi Kapoor
More songs of Asha Bhosle