Neend ke gaon mein song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2001.
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain


Khil khilate huye apna
Daaman utha te huye
Bachcho ke paaon ki
Dhool ka kaarwaan
Gaaon ki har gali apne
Pairon ki zanjeer hain
Gaaon ka har makaan
Apne raste ki deewar hain
Neend ki gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain


Ek angutha lipete huye
Waqt baitha hain dehliz par
Baans ke jhoond se
Bachti huye rehguzar
O kali ke kinaare bithi buju karti
Mashjid ke ek minaar par
Kab ki atki huyi ek azaan
Jiska sannata talvaar ki dhaar hain
Neend ki gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain


Main bhi bargad ke
Saayein mein baithi huyi
Apni yaado ki parchhaiya bechlo
Mere lafzo mein hai us
Needasi kahaani taras
Jis pe chalta na tha
Kachche aangan ka bas
Neemkiyo ke kade sakt
Lade jo na jaane the
Kis ke liye aaj bhi kis
Kadar yaad hain
Neend ki gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain
Neend ke gaon mein aaj
Yaado ka bazaar hain.