Nazro ka kya kasoor hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ashok Adnani. This song was released on 21 Sep 1993.
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata
Is umar mein jo hota hai
Humne wahi kiya
Humne wahi kiya
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata


Chehara hai chand jaisa
Shabnam sa badan
Nazro mein bankapan
Zulfo mein sawan
Chehara hai chand jaisa
Shabnam sa badan
Nazro mein bankapan
Zulfo mein sawan
Teri shokhiyo ne aur bhi
Hai pagal bana diya
Pagal bana diya
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata


Tere pyar ne kiya hai
Aise bekarar
Sach to hai ye ki hum
Bhi ab dil gaye hai har
Tere pyar ne kiya hai
Aise bekarar
Sach to hai ye ki hum
Bhi ab dil gaye hai har
Teri chahato ke aage
Yeh sar jhuka diya ha
Yeh sar jhuka diya
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata
Is umar mein jo hota hai
Humne wahin kiya
Humne wahin kiya
Nazro ka kya kasoor hai
Dil ki bhi kya khata.