Nazar me rang song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Hardeep Chatrath, Krishnan. This song was released on 01 Jan 1971.
Nazar me rang aur
Masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki
Nazar me rang aur
Masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki


Dhua dhua ye fizaye
Hume bulati hai
Dhua dhua ye fizaye
Hume bulati hai
Ye thandi thandi hawaye
Hame bulati hai
Ye thandi thandi hawaye
Hame bulati hai
Sabhi ko bha gayi ab
Khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki
Nazar me rang aur
Masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki


Diya paiyam hume
Mad bhare najaro ne
Diya paiyam hume
Mad bhare najaro ne
Kiya salam hume
Jhumati baharo ne
Kiya salam hume
Jhumati baharo ne
Diye jala gayi ab
Khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki
Nazar me rang aur
Masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki


Kisi ke vaste dil
Bekarar rehta hai
Kisi ke vaste dil
Bekarar rehta hai
Koi to aayega ye
Intzaar rehta hai
Koi to aayega ye
Intzaar rehta hai
Wafa si chha gayi ab
Khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki
Nazar me rang aur
Masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki
Nazar me rang aur
Masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab
Khair ho jawani ki.