Nanhe Munne Raja Ko Lyrics - Lalita Pawar | Mohan Choti | Jaya Bhaduri | Asha Bhosle

1974

Lyrics

Aaye aaye re
Nanhe munne raja ko nindiya sulaye
Aaye aaye re
Nanhe munne raja ko nindiya sulaye
Bholi bhali aankhiyo se nindiya
Sapne sajaye re
Nanhe munne raja ko nindiya sulaye
Aaye aaye re
Nanhe munne raja ko nindiya sulaye

Maa ki godi se tujhko kash pariya le jaye
Or dene ko kya hai jhuthi muthi duaye
Koi aaye le jaye
Koi aaye le jaye
Aaye aaye re
Nanhe munne raja ko nindiya sulaye
Aaye aaye re
Nanhe munne raja ko nindiya sulaye

Ja jaha koi tera or paraya na hoga
Mere papo ka
Mere papo ka tujhpar ye saya na hoga
Aaye aaye re
Nanhe munne raja ko nindiya sulaye.