Nana nani song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kal ki nahin yeh kayi saal purani hain
Meri nahin yeh mere nani ki kahani hain
Kal ki nahin yeh kayi saal purani hain
Meri nahin yeh mere naani ki kahani hain
Nani ko dekhne jo gaye the nana
Na na nasha na na nanana na na
Nanaji ne pehna kurta jaalidar tha
Sar pe bhi kolhapuri pheta sawaar tha
Mashalla hotho ne tha mucho ko sambhala
La la la hu la la ah la la la


Jin pehar mein thi naani sharmaayi si
Hotho ki laali jaise galo tak aayi si
Aise mein saamane jo baithe mere nana
Na na nasha na na nanana na na
Nanaji ko bola jo nanaji ke nanaji ne
Na na ghabraana bete ladaki ke saamane
Puchho puchhna jo kuchh khullam khulla
La la la hu la la ah la la la


Ke jora khich pyala meri naani ne
Kuchh bhi na socha us pagali deewaani ne
Nazron ka tir aise naanaji ko maara
Ra ra ra ri ram para ram para ri ra ra
Raam hi bachata mere bechare nana ko
Kuchh na bacha tha sunne ko sunnaane ko
Nana ne tasana nani ko apna banana
Nanana na na shana na na na na na
Nanaji ke nanaji ne nanaji ko bola jo
Bol toh beta ladaki jo ho pasand toh
Na nana ne na bola na nani ne haa bola
Huwa huwa huwa huwa hu alalala la la la


Aankhon mein dekh mere nanaji ke nanaji
Samjhe woh naanaji ki na ji na ji ha ji ha ji
Kiye shuru safed muchho ko marodana
Na na na na shana na ana na nana
Nanaji ke naanaji ne bol diya finally
Aapki beti jaise bahu maine maan li
Shagun kalaayi mein naniji ke jo dala
La la la la hu la la ah la la la


Laad se pali badi hai yeh gudiya meri
Kal jo banegi shobha aangan ki teri
Phulon sa sambhalna na na na kabhi satana
Tana tana tana tana dheem tana na na na dhere na
Naani ke daddy toh huye bade emotional
Rona dhona toh ghar mein hain traditional
Daddy ko dekha toh naani ko bhi aaya rona
Rona na na shana na na na na
Naniji meri tabse nanaji ki raani hain


Kal ki nahin yeh kayi saal purani hain
Meri nahin yeh mere naani ki kahani hain
Naani ko dekhne jo gaye the naana
Na na nasha na na nanana na na
Naanaaji ne pehna kurta jaalidar tha
Sar pe bhi kolhapuri pheta sawaar tha.