Nainon Ki Nagri Mein Lyrics - Pujari | Madhubala | Mumtaz Shanti | Bipin Gupta | Amirbai Karnataki | Firoz Dastur
in Movies
Watch the Video
Song Information
Nainon ki nagri mein song is from Pujari (1946) and it is sung by Amirbai Karnataki and Firoz Dastur.It stars Madhubala, Mumtaz Shanti, Bipin Gupta and Masood in leading roles. This song is penned by Wali Sahab and composed by Hansraj Behl. It is produced by Ardeshir Irani. This song was released on 01 Jan 1946.
Lyrics
Nainon ki nagri mein aa ke
Nainon ki nagri
Mein aa ke haaan
Nainon ki nagri mein aa ke
Chale jaana na ho
Chale jaana na
Kar ke bahaana
Kar ke bahaana
Hochale jaana na
Ha chale jaana na
Sapnon ki duniya basa ke
Haan sapnon ki
Duniya basa ke
Chale jaana na
Ho chale jaana na
Kar ke bahaana
Kar ke bahaana
Ho chale jaana na
Ha chale jaana na
Dil ki lagi ko bhujaayega
Pyaasa haaan haan
Dil ki lagi ko bhujaayega
Pyaasaa panghat pe
Panghat pe aa ke nahin
Jaayega pyaasa panghat pe
Panghat pe aa ke nahin
Jaayegaa pyaasa
Deepak pe aa ke nahin
Jaataa parwaana aa
Chale jaana na chale
Jaana na chale jaana na
Kar ke bahaana chale
Jaana na ho chale jaana na
Kar ke bahaana
Kar ke bahaana
Ho chale jaana na
Ha chale jaana na
Aankhon se aankh
Mili dil se mila dil
Haan haan dil se mila dil
Aankhon se aankh
Mili dil se mila dil
Haan haan dil se mila dil
Taaron ki chhaainyaan
Mein aa ke zara mil
Haan haan aa ke zara mil
Taaron ki chhaainyaan
Mein aa ke zara mil
Haan aa ke zara mil
Kya kahega zamana
Kyaa kahegaa zamana
Chale jaana na
Chale jaana na
Chale jaanaa na
Kar ke bahaana
Chale jaana na ho
Chale jaana na.