Nainan Men Barasaat Man Men Kaajal Kaali Raat Lyrics - Nalini Jaywant | Durga Khote | Sumati Gupte | Lata Mangeshkar

1951

Lyrics

nainan me barsaat man me kaajal kaali raat
nainan me barsaat man me kaajal kaali raat
andhkar hi andhkar hai diwas rain ban jaat
andhkar hi andhkar hai diwas rain ban jaat
nainan me barsaat man me kaajal kaali raat
preet karu ya reet nibhau
preet karu ya reet nibhau
man ki sunu ya tan ki
maati ki mala dekhu ya shobha man madhuban ki
shobha man madhuban ki
prano ka hansa vyakul hai
birha saha nahi jaat
prano ka hansa vyakul hai
birha saha nahi jaat
nainan me barsaat man me kaajal kaali raat
ek aur dekhenge naate alakh dusri aur
ankhiya chandra chakor bani hai
chanda nand kishore
chanda nand kishore
asuan me jharte angare
dukh nahi nain samaat
asuan me jharte angare
dukh nahi nain samaat
nainan me barsaat man me kaajal kaali raat