Nadanian song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Imran Momina, Shallum Asher Xavier. This song was released on 01 Jan 2018.
Deewana mujhsa bhi nahin
Bus itna tum yeh jaan lo
Jo maine keh diya so keh diya
Bus tum maaan lo


Na kar nadanian
Hum pai na kar tu mehrbania
Ilm hai kuch kum nahin
Humne suni hain yeh kahania


Yeh rasthay jo pyar keh
Chalna hai sub kuch har keh
Tum rakhna soch keh qadam
Yeh rasthay pyar keh


Na kar nadanian
Hum pai na kar tu mehrbania
Ilm hai kuch kum nahin
Humne suni hain yeh kahania


Oooh mere haniyaun
Humko suna na yeh kahania
Mehngi par jayain na
Humko teri yeh mehrbania


Jo tu ho mera humsafar
Kitni haseen hogi dagur
Is pai chalain gaye saath hum
Ho kay bekhabar


Na kar nadianan
Hum pai na kar tu mehrbania
Ilm hai kuch kum nahin
Humne suni hain yeh kahania


Yeh adayain humko bahayin na
Keh do yeh nainoun say
Apnay humko sataye na


Na kar nadanian
Hum pai na kar tu mehrbania
Ilm hai kuch kum nahin
Humne suni hain yeh kahania


Yeh rasthay jo pyar keh
Chalna hai sub kuch har keh
Tum rakhna soch keh qadam
Yeh rasthay pyar keh


Na kar nadanian
Hum pai na kar tu mehrbania
Ilm hai kuch kum nahin
Humne suni hain yeh kahania.