नाम Naam Lyrics - Millind Gaba (MG) | Tulsi Kumar | Punjabi Song
2020 T-Series
About this song
["♪Song: Naam ","Artist: Tulsi Kumar, Millind Gaba","Music: Music MG","Lyrics: Jaani","Composer: Nirmaan","Mix Assistant Engineer: Michael Edwin Pillai","Additional Music Production: Shamita Bhatkar","Guitars and Bass: Shomu Seal","Guest Backing Vocals: Pallavi Gaba ","Backing Vocals: Aditya N, Gul Saxena, Shona Sharma, Rukhsar Bandhukia","Music Label: T-Series ","Video Director: Arvindr Khaira","DOP: Anurag Solanki","Assistant Directors: Sukhman Sukhu and Satnam Singh","Editor: Zipsi","Costume Designer: Jyoti Aneja & Lavika Singh","Choreographer: Shreoshi","D.I. Colorist: Avinash","Line Producer: Aadesh Gola (Kreative productions)","Art Director: Diksha Sharma","Tulsi’s Makeup & Hair: Shura Khan, Harry Rajput","Tulsi Kumar Team: Diksha Narang, Noureen, Manmeet Kaur, Dilshaad Patel","Set "Naam" as your caller tune -sms NAAM1 To 54646","Set "Naam - Je Kuch Vi Nahi" as your caller tune - sms NAAM2 To 54646","Set "Naam - Haal Humara" as your caller tune - sms NAAM3 To 54646","Set "Naam - Bas Ek Humhi " as your caller tune -sms NAAM4 To 54646","Promo & BTS Editor- Himanshu Mishra","2. Naam - Je Kuch Vi Nahi","3. Naam - Haal Humara","4. Naam - Bas Ek Humhi"]
Lyrics
Aida na kar sohneya
Allah ton dar sohneya
Aida na kar sohneya
Allah ton dar sohneya
Allah ton dar sohneya
Aida na kar sohneya
Allah ton dar sohneya
Tere peeche main kinni royi
Ve main ro ro baadal hoyi
Tu jado da gaya door main na soyi
Ve main ro ro baadal hoyi
Tu jado da gaya door main na soyi
Bhool gaye woh din kyon re jaani
Kyun woh shaam bhi bhool gaye
Pehle to bhoole mujhko sanam tum
Phir mera naam bhi bhool gaye
Kyun woh shaam bhi bhool gaye
Pehle to bhoole mujhko sanam tum
Phir mera naam bhi bhool gaye
Je kuch vi nahi yaad tenu
Aaja ve maarde mainu
Mera ki dassde kasoor
Kyun hoya mere kolon door
Aaja ve maarde mainu
Mera ki dassde kasoor
Kyun hoya mere kolon door
Pehli waari humne peeya tha
Peela ke woh jaam bhi bhool gaye
Pehle to bhoole mujhko sanam tum
Phir mera naam bhi bhool gaye
Peela ke woh jaam bhi bhool gaye
Pehle to bhoole mujhko sanam tum
Phir mera naam bhi bhool gaye
Haal humara tere bin o yaara
Haal hai apna aise
Nikal kar paani se machli koi re
Tadapti hoti hai jaise
Haal hai apna aise
Nikal kar paani se machli koi re
Tadapti hoti hai jaise
Ve raaton raat zindagi ch kadd de
Haye rab kare tenu vi koyi chhadd de
Mera ki dass de kasoor
Kyun hoya mere kolon door
Haye rab kare tenu vi koyi chhadd de
Mera ki dass de kasoor
Kyun hoya mere kolon door
Hai tere hi karke duniya mein saari
Hum badnaam bhi bhool gaye
Bhool gaye woh din kyun re jaani
Kyun woh shaam bhi bhool gaye
Hum badnaam bhi bhool gaye
Bhool gaye woh din kyun re jaani
Kyun woh shaam bhi bhool gaye
Bin tere ro ro ke kaatni hai re
Humne to apni zindagi saari
Bas ek hum hi bhoole nahi hai
Aayi tumhein bhi na yaad humaari
Tere bina hum kaise hai kya batayein
Humne to apni zindagi saari
Bas ek hum hi bhoole nahi hai
Aayi tumhein bhi na yaad humaari
Tere bina hum kaise hai kya batayein
Haan humne jo bhoola kabhi tumhein
Hum mar jaayein
Haye gall kardi hai tu dass kehdi
Main taan khushboo bhi bhuleya ni teri
Aaja appan miliye dobara
Khwaish eh hai aakhiri meri
Hum mar jaayein
Haye gall kardi hai tu dass kehdi
Main taan khushboo bhi bhuleya ni teri
Aaja appan miliye dobara
Khwaish eh hai aakhiri meri
Rehna humein yaad karte kaha tha
Chhota sa kaam bhi bhool gaye
Pehle to bhoole mujhko sanam tum
Phir mera naam bhi bhool gaye.
Chhota sa kaam bhi bhool gaye
Pehle to bhoole mujhko sanam tum
Phir mera naam bhi bhool gaye.