Na na na main nahi aati song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by B.R. Ishara. This song was released on 01 Jan 2018.
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Ek to main matwali albeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Ek to main matwali albeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na na
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum


Mujhko pata hai pakdoge pehle
Ye gori baahe huzur
Mujhko pata hai pakdoge pehle
Ye gori baahe huzur
Phir in labo ko apne labo se
Halke se chhedoge huzur
Ek to ye jawani hai akeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na na
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Ek to main matwali albeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum


Meri na mano to khud hi dekho
Lag ke lipat ke ek baar
Meri na mano to khud hi dekho
Lag ke lipat ke ek baar
Haa kore badan ki saundhi mahek se
Kar dungi tumko bekarar
Hoga kya jo tabiyat khud kheli
Us par se tum akele main akeli
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum
Ek to main matwali albeli
Us par se tum akele main akeli
Na na na na
Na na na main nahi aati
Na na na main nahi aati
Mujhe chhedoge tum.