Na Maange Sona Chandi Lyrics - Mr. India | Aftab Shivdasani | Anil Kapoor | Ashok Kumar | Anuradha Paudwal | Shabbir Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Na maange sona chandi song is from Mr. India (1987) and it is sung by Anuradha Paudwal and Shabbir Kumar.It stars Aftab Shivdasani, Anil Kapoor, Ashok Kumar, Satish Kaushik in leading roles. This song is penned by Javed Akhtar and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Boney Kapoor. This song was released on 29 May 1987.
Lyrics
Lo pakdein hum kaan re hu..
Na maange sona chandi hum maange maafi didi
Lo pakdein hum kaan re hu..
Ball hamari hai humko pyari
Ball hamari hai humko pyari
De de de de de de de didi
Football wapas hamein
De de de de de de de didi
Football wapas hamein
Football wapas hamein
Football wapas hamein
Karte ho tang mujhe shaam savere
Aaj pado chaahe pair bhi mere
Football main na doongi
Football main na doongi
Karte ho tang mujhe shaam savere
Aaj pado chaahe pair bhi mere
Football main na doongi
Football main na doongi
Karte ho tang mujhe shaam savere
Sorry didi ab hum nahi karenge sor
Sor nahi baba shor shor, shor..
Sorry didi ab hum nahi karenge shor
Lekin bachche na khelein to ho jayenge bore
Sorry didi ab hum nahi karenge shor
Sorry didi ab hum nahi karenge shor
Lekin bachche na khelein to ho jayenge bore
Lekin bachche na khelein to ho jayenge bore
Na na na na na na ja re ja ja re ja
Bekar ka drama hai, jhoothi yeh kahani hai
Ladki tu bhi kuchh kam nahi
In sabki tu naani hai
Bekar ka drama hai, jhoothi yeh kahani hai
Ladki tu bhi kuchh kam nahi
In sabki tu naani hai
Tera mere bachchon se oye oye!
Tera mere bachchon se
Kaisa hai yeh jhagda purana
Kaisa hai yeh jhagda purana
Lafda hai yeh kya mujhko batana
Lafda hai yeh kya mujhko batana
Tera mere bachchon se
Kaisa hai yeh jhagda purana
Kaisa hai yeh jhagda purana
Kaisa hai yeh jhagda purana
Topi wale ball dila, topi wale ball dila
Jaane kyon yeh didi hai khafa
Hamari ball dila
Topi wale ball dila
Jaane kyon yeh didi hai khafa
Hamari ball dila
Topi wale, topi wale, topi wale
Mera naam hai Calendar, kya hai?
Mera naam hai Calendar
Main to chala kitchen ke andar
Ball maango bhaiya hath zara jod ke
Ball maango bhaiya hath zara jod ke
Mera naam hai Calendar
Main to chala kitchen ke andar
Ball maango bhaiya hath zara jod ke
Ball maango bhaiya hath zara jod ke
Ho khilona mere bachchon ka
Bhala kyon chheen leti ho
Khilona mere bachchon ka
Bhala kyon chheen leti ho
Duayein denge yeh tumko
Agar tum ball deti ho
Khilona mere bachchon ka
Bhala kyon chheen leti ho
Duayein denge yeh tumko
Agar tum ball deti ho
Duayein le nahi sakti
Main in badmash bachchon se
Ki mujhko door hi rakho
Samajh ke aise kachchon se
Roz yeh shor karein
Kabhi out door karein
Kabhi indoor karein
Aur ab ro ke mujhe bore karein
Allah!
Jhoothe hain tere bachche
Bachche tere bachche
Bachche tere bachche
Bachche tere bachche
Bachche tere bachche
Kyon kosti ho inko bhala
Hain dil ke bade sachchhe
Bachche mere bachche
Bachche mere bachche
Bachche mere bachche
Bachche mere bachche
Bachche tere bachche
Bachche mere bachche
Bachche tere bachche
Haan bachche mere bachche
Tere bachche, mere bachche
Tere bachche, mere bachche
Tere mere, tere mere, tere mere
Didi bhaiya, didi bhaiya, didi bhaiya
To bolo Om shanti Om shanti shanti Om
Om shanti Om shanti shanti Om
To bolo Om shanti Om shanti shanti Om
Om shanti Om shanti shanti Om
To bolo Om shanti Om shanti shanti Om