Na jaane kya jadoo kiya song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Salim Akhtar. This song was released on 26 Oct 2001.
Na jane kya jadu kiya tune
Dil deewana ho gaya
Aaja ab to aaja ab to aaja ab to
Aaja meri jaa
Ye jo pyari si tadap hai
Yahi pyar hai
Anjana jo mere pyar se
Mera yaar hai
Na jane kya jadu kiya tune
Dil deewana ho gaya
Aaja ab to aaja ab to aaja ab to
Aaja meri jaa


Pyar ka main gau tarana
Tujhe jo pukaru mai deewana
Dil ki sada hai aashikana
Ye jo mere dil ki sada hai
Yahi pyar hai
Anjana meri sada se
Mera yaar hai
Na jane kya jadu kiya tune
Dil deewana ho gaya
Aaja ab to aaja ab to aaja ab to
Aaja meri jaa


Tujhe sonp du zindagi main
Tujhpe luta du har khushi main
Teri hi karu bandagi main
Ye jo mere dil mein wafa hai
Yahi pyar hai
Anjana meri wafa se
Mera yaar hai
Na jane kya jadu kiya tune
Dil deewana ho gaya
Aaja ab to aaja ab to aaja ab to
Aaja meri jaa
Ye jo pyari si tadap hai
Yahi pyar hai
Anjana jo mere pyar se
Mera yaar hai
Na jane kya jadu kiya tune
Dil deewana ho gaya
Aaja ab to aaja ab to aaja ab to
Aaja meri jaa.