Musafir Lyrics - Lahore | Farooq Sheikh | Nafisa Ali | Aanaahad | Daler Mehndi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Musafir song is from Lahore (2010) and it is sung by Daler Mehndi.It stars Farooq Sheikh, Nafisa Ali, Aanaahad, Sabyasachi in leading roles. This song is penned by Panchhi Jalonvi and composed by M. M. Keeravani. It is produced by Vivek Khatkar. This song was released on 19 Mar 2010.
Lyrics
Saans rukti kahan
Hai kisis ki khatir
Ye safar to hai bas
Khudei ke khatir
Lamha lamha zindagi ka
Lamha lamha zindagi
Ka hai haazir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Chalte hain woh bhi
Jo tham jaate hain
Raaston se bhi aagey
Kadam jaate hain
Koi thehra kahan
Hai btaa phir
Koi thehra kahan
Hai btaa phir
Lamha lamha zindagi
Ka hai aakhir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Baarishon ke ye mausam
To pal bhar rahe
Kushak ankhon mein
Bege se manzar rahe
Ek ehsaas ki ungli
Ko thaam ke
Tai kar raha hoon
Main marhale shaam ke
Marhale shaam ke
Marhale shaam ke
Lamha lamha
Zindagi ka hai aakhir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Zindagi ko sabhi
Kuch kahan hai mila
Saans ka har kadam
Deta hai ye salaa
Jo na mila woh
Maujood har pal raha
Waqt mujhme hai
Tehra main chalta raha
Lamha lamha zindagi
Ka hai aakhir
Lamha lamha zindagi
Ka hai aakhir
Lamha lamha zindagi
Ka hai aakhir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Lamha lamha zindagi
Ka hai aakhir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir
Musafir hai musafir.