Mulk me bachcho ki gar sarkar ho song is from and it is sung by and .It stars Raaj Kumar, Padmini and Kumud Chuggani in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kuljit Pal. This song was released on 17 May 1968.
bado ka raz to sadiyo se hai jamane me
kabhi hua nahi dunia me raz choto ka
agar hame bhi mile ikhtiyar aye logo
to hum dikhaye tumhe kam kaz choto ka
mulk me bacho ki agar sarkar ho
mulk me bacho ki agar sarkar ho
jindagi ek jashan ek tyohar ho
mulk me bacho ki agar sarkar ho
jindagi ek jashan ek tyohar ho
mulk me bacho ki agar sarkar ho

hukm de hukm de aise calendar ke liye
hukm de hukm de aise calendar ke liye
jisme do din bad ek itwar ho
mulk me bacho ki agar sarkar ho
jindagi ek jashan ek tyohar ho
mulk me bacho ki agar sarkar ho

sabko de school jaisa uniform
sabko de school jaisa uniform
ek si har pent har salwar ho
hostel tamir ho sabke liye
koi bhi insan na beghar bar ho
rashtar basha hum isharo ko banaye
rashtar basha hum isharo ko banaye
dakhan utar me na fir takrar ho
mulk me bacho ki agar sarkar ho
jindagi ek jashan ek tyohar ho
mulk me bacho ki agar sarkar ho

hum ministar ho to wo system bane
hum ministar ho to wo system bane
jisme muflish ho na sahukar ho
komi daulat se khazane ho bhare
khud hi lele jisko jo darkar ho
eed diwali sabhi mil kar banaye
eed diwali sabhi mil kar banaye
aadmi ko aadmi se pyar ho
mulk me bacho ki agar sarkar ho
jindagi ek jashan ek tyohar ho
mulk me bacho ki agar sarkar ho